Nit-nai naare ,nai udghosh ,nav aakanchayen
Ho nahi saktee kabhi pooree
Ye tumse kiya chipayen.
Desh kaa itanaa bada-Kanoon hai
bhookh par jiska asar -hota nahi
mulya badale daldalo ne bhi
kranti jaise - jaljalo ka
aab asar-hoga nahi
oir nukshe aajmaye
tumse kiya chipayen.
Aargani khali -tabele bujh rahen hain
chaatiyon mai uaig aaye svapn
janglo se jal rahe hai
taankar bhee -muthiyon ko kiya karenge
Dhyaj -Pataaka yen uthane mai maregne
Taaliya bhi Iss hatheli se -nahi bajati
Dhol kaise -bajayen
Tmse kiya chipayen
posted by- kamlesh kumar diwan(savrachit geet)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें